New ilzaam Shayari, Best ilzaam Shayari, Latest ilzaam Shayari,ilzaam shayari,ilzaam shayari in hindi,ilzaam shayari 2 line,ilzaam shayari rekhta,ilzaam status,ilzaam status in hindi,ilzaam status for whatsapp,jhute ilzaam status,ilzaam whatsapp status,ilzaam quotes,ilzaam quotes in hindi,ilzaam quotes in urdu,galat ilzaam quotes,jhute ilzaam quotes
#Bewafa To Wo Khud Thi,
Par Ilzaam Kisi Aur Ko Deti Hai.
Pehle Naam Tha Mera Uske Labon Par,
Ab Wo Naam Kisi Aur Ka Leti Hai.
Kabhi Leti Thi Wada Mujhse Saath Na Chhorne Ka,
Ab Yehi Wada Kisi Aur Se Leti Hai.

#बेवफा तो वो खुद थी,
पर इल्ज़ाम किसी और को देती है.
पहले नाम था मेरा उसके लबों पर,
अब वो नाम किसी और का लेती है
कभी लेती थी वादा मुझसे साथ न छोड़ने का,
अब बही वादा किसी और से लेती है।
Dil-E-Barbaad Ka Main Tujhe Ilzaam Nahi Deta ...
Haan Apne Lafzon Mein Tere Zurm Jaroor Likhta Hoon,
Lekin Tera Naam Nahi Leta ।

दिल-ए-बर्बाद का मैं तुझे इल्ज़ाम नहीं देता,
हाँ अपने लफ़्ज़ों में तेरे जुर्म जरूर लिखता हूँ,
लेकिन तेरा नाम नहीं लेता।
Har Baar Hum Par,
Ilzaam Laga Dete Ho Mohhabat Ka,
Kabhi Khud Se Pucha Hai,
Ki Itne Haseen Kyu Ho.

हर बार हम पर,
इल्ज़ाम लगा देते हो मोहब्बत का,
कभी खुद से पूछा है,
की इतने हसीन क्यों हो।
Jaan Kar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paye,
Aaj Tak Wo Mujhe Pehchaan Na Paye,
Khud He Kar Li Bewafai Humne,
Taaki Un par Koi Ilzaam Na Aaye.

जान कर भी वो मुझे जान न पाए,
आज तक वो मुझे पहचान न पाए,
खुद ही कर ली बेवफाई हमने,
ताकि उन पर कोई इलज़ाम न आये।
Galtiyon Se Anjaan Tu Bhi Nahi, Main Bhi Nahi,
Dono Insaan Hain, Khuda Tu Bhi Nahi, Main Bhi Nahi,
Tu Mujhe Aur Main Tujhe Ilzaam Deta Hun Magar,
Apne Andar Jhankta Tu Bhi Nahi, Main Bhi Nahi।

गलतियों से अंजान तू भी नहीं, मैं भी नहीं
दोनों इंसान हैं, खुदा तू भी नहीं, मैं भी नहीं,
तू मुझे और मैं तुझे इल्ज़ाम देता हूँ मगर,
अपने अंदर झाँकता तू भी नहीं, मैं भी नही।
Kismaten Badal Jaati Hai,
Jab Zindagi Ka Koi Maksad Ho,
Varna Zindagi To Kat Hi Jaati Hai,
Takdeer Ko Iljaam Dete Dete.

किस्मतें बदल जाती है,
जब ज़िन्दगी का कोई मकसद हो,
वरना ज़िन्दगी तो कट ही जाती है,
तकदीर को इल्जाम देते देते।
Udaas Waqt, Udaas Zindagi, Udaas Mausam,
Kitni Cheejo Pe Iljaam Laga Hai Tere Na Hone Se.

उदास वक्त, उदास जिन्दगी, उदास मौसम,
कितनी चीजो पे इल्जाम लगा है तेरे ना होने से।
Meri Najron Ki Taraf Dekh Jamanen Par Na Ja,
Ishq Maasoom Hai Iljaam Lagaane Par Na Ja.

मेरी नजरों की तरफ देख जमानें पर न जा,
इश्क मासूम है इल्जाम लगाने पर न जा।
Ye Milaavat Ka Daur Hai Janaab Yahaan,
Iljaamaat Lagaye Jaate Hain Taarifon Ke Libas Mein.

ये मिलावट का दौर है जनाब यहाँ,
इल्जामात लगाये जाते हैं तारिफों के लिबास में।
Lafjon Se Itna Aashikana Theek Nahin Hai Zanaab,
Kisi Ke Dil Ke Paar Hue To Iljaam Qatl Ka Lagega.

लफ्जों से इतना आशिकाना ठीक नहीं है ज़नाब,
किसी के दिल के पार हुए तो इल्जाम क़त्ल का लगेगा।

1 2 3 4 5 6 »