Maa Shayari, Best Maa Shayari, Latest Maa Shayari,maa shayari,maa shayari in hindi,maa hindi shayari,maa ki shayari,shayari maa baap,shayari maa ke liye,shayari maa papa,maa par shayari,shayari on maa,maa shayari dp,maa shayari 2 lines,maa shayari 2020,maa status,maa status in hindi,maa status in hindi 2 line,maa status images,maa status photo,maa papa shayari dp,maa ke upar shayari in hindi,maa pe shayari in hindi
Pahado Jaise Sadme Jhelti Hai Umr Bhar Lekin,
Ik Aulad Ki Takleef Se Maa Toot Jati Hai.

पहाड़ो जैसे सदमे झेलती है उम्र भर लेकिन,
इक औलाद की तकलीफ़ से माँ टूट जाती है।
Kal Maa Ki God Mein, Aaj Maut Ki Aagosh Mein,
Ham Ko Duniya Mein Ye Do Waqt Bade Suhane Se Mile.

कल माँ की गोद में, आज मौत की आग़ोश में,
हम को दुनिया में ये दो वक़्त बड़े सुहाने से मिले।
Aansu Nikle Pardes Mein Bheega Maa Ka Pyar,
Dukh Ne Dukh Se Baat Ki Bin Chitthi Bin Taar.

आँसू निकले परदेस में भीगा माँ का प्यार,
दुख ने दुख से बात की बिन चिट्ठी बिन तार।
Bhool Jaata Hoon Pareshaniyan Zindagi Ki Saari,
Maa Apni God Mein Jab Mera Sar Rakh Leti Hai.

भूल जाता हूँ परेशानियां ज़िंदगी की सारी,
माँ अपनी गोद में जब मेरा सर रख लेती है।
Hai Gareeb Meri Maa Phir Bhi Mera Khyal Rakhti Hai,
Mere Liye Roti Aur Apne Liye Pateele Ki Khurchan Rakhti Hai.

है गरीब मेरी माँ फिर भी मेरा ख्याल रखती है,
मेरे लिए रोटी और अपने लिए पतीले की खुरचन रखती है।
Baalaen Aakar Bhi Meri Chaukhat Se Laut Jaati Hain,
Meri Maa Ki Duayen Bhi Kitna Asar Rakhti Hain.

बालाएं आकर भी मेरी चौखट से लौट जाती हैं,
मेरी माँ की दुआएं भी कितना असर रखती हैं।
Wo Ujla Ho Ke Maila Ho Ya Manhga Ho Ke Sasta Ho,
Ye Maa Ka Sar Hai Is Pe Har Dupatta Muskurata Hai.

वो उजला हो के मैला हो या मँहगा हो के सस्ता हो,
ये माँ का सर है इस पे हर दुपट्टा मुस्कुराता है।
Bahut Bechain Ho Jata Hai Jab Kabhi Dil Mera,
Main Apne Pars Mein Rakhi Maa Ki Tasveer Ko Dekh Leta Hoon.

बहुत बेचैन हो जाता है जब कभी दिल मेरा,
मैं अपने पर्स में रखी माँ की तस्वीर को देख लेता हूँ।
Besan Ki Roti Par, Khatti Chatni Jaisi Maa..
Yaad Aati Hai Chauka, Baasan, Chimta, Phoonkni Jaisi Maa.

बेसन की रोटी पर, खट्टी चटनी सी माँ...
याद आती है चौका, बासन, चिमटा, फूंकनी जैसी माँ।
Shahar Mein Aa Kar Padhne Wale Ye Bhool Gaye,
Kis Ki Maa Ne Kitna Zevar Becha Tha.

शहर में आ कर पढ़ने वाले ये भूल गए,
किस की माँ ने कितना ज़ेवर बेचा था।

1 2 3 4 5 6 »